Arijit's 'Milne Hai Mujhse Aayi' from Movie "Aashiqui 2" feat. Aditya Roy K
मिलने है मुझसे आई, आशिक़ी 2
Arijit's 'Milne Hai Mujhse Aayi' from Movie "Aashiqui 2" feat. Aditya Roy Kapoor, Shraddha Kapoor.
#slowedandreverb #arijitsingh #milnehaimujhseaayi #aashiqui2 #hindilofi #bollywoodlofi #lofireverb #hindisadsong
? Follow me for more:
📸 Instagram – / mananmp3
🎵 Spotify - https://open.spotify.c...
▶️ My Gaming Channel - / mananmp3live
Milne Hai Mujhse Aayi Lofi
Arijit Singh Lofi, Only Audio
Aashiqui 2 slowed and reverb
Arijit Singh sad song, perfect slowed
Jaane kyun main sochta hoon, viral audio
टूटा हुआ साज़ हूँ मैं, खुद से ही नाराज़ हूँ मैं
Arijit Singh ke gaane, Hindi slowed songs
Instagram trending audio, जाने क्यूँ मैं सोचता हूँ, खाली सा मैं एक रास्ता हूँ
gf bf breakup songs, couple sad love song
Hindi Bollywood cry songs
MILNE HAI MUJHSE AAYI (from "Aashiqui 2")y LYRICS
Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O, khudse hai ya Khuda se, iss pal meri ladaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
Aashiqui baazi hai taash ki
Tootte-bante vishwaas ki
O, Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
Jaane kyun main sochta hoon
Khaali sa main, ek raasta hoon
Tune mujhe kahin kho diya hai
Yaa main kahin khud laapata hoon
Aa dhoond le tu phir mujhe
Kasamein bhi doon to kya tujhe
Aashiqui baazi hai taash ki
Tootte-bante vishwaas ki
O, Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
Toota hua saaz hoon main
Khudse hi naaraz hoon main
Seene mein jo kahin pe dabi hai
Aisi koi aawaaz hoon main
Sun le mujhe tu bin kahe
Kab tak khaamoshi dil sahe
Aashiqui baazi hai taash ki
Tootte-bante vishwaas ki
Aashiqui baazi hai taash ki
Tootte-bante vishwaas ki
O, milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O, Khudse hai ya Khuda se, iss pal meri ladaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
Aashiqui baazi hai taash ki
Tootte-bante vishwaas k



SORT BY-
I migliori commenti
-
Ultimi commenti